(Author), Intizar Husain
Delhi Tha Jiska Naam
- online resource(220 pages) illustrations
- SAGE eBooks from e-Vidya Collection .
"Kisi itihaskar ne khub kha hai ki Sinkandar ke jamane se, Jinhone Delhi trikon par fateh payi yay ha dera dala agar un sabko pda jaye to yu samajh lijiye ki apne puri duniya ke itihas ki ek vekalpic likhavat ki padai karli. Delhi Tha Jiska Nam, Intizar Husain ki aisi hi ek koshish hai. Aneko bar ujadne sawarne ki is dastan me Raje-Maharaje to apne Mahal-Mahlaat me virajman hai hi, unki riyaya ke rang-dhang ka bhi khubsoorat naksha hai.
Delhi ke sabhi sehro me se Jahanabad Intizar Sahab ke dil me ek khas mukam liya hai. Unke sath chauk-a-jama me roz lagte mazme ko dekhkar sehar ki gali kucho me ghumkar waha rehnewalo se milkar lagta hai ki jahanbad sachmuch alam me intikhab sehar rha hoga."